Monday, December 28, 2009

ज्ञान के मोती : पूज्य बापू जी के मुखारविंद से बरसी अमृतवाणी
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jo Guruvachan per dat jate hai unhe hajar vighna-badhaye aye, phir bhi adhyatmik rasta nahi chhodte, Guru me dradh shraddha sansar saagar se paar laga deti hai .

जो गुरु वचनों पर ड़ट जाते है उन्हें हजार विघ्न - बाधायें आये फिर भी आध्यात्मिक रास्ता नही छोडते। गुरु मे दृढ़ श्रद्धा संसार सागर से पार लगा देती हैं।

Aisa nahi hai ki humare pass Anna, Vastra, Rupiye, Makan ya khane ke liye Roti, pahan ne ko Kapde nahi Isliye dukhi hai. Sachchi samajh aur vivek nahi hai isliye dukhi hai

ऐसा नही है कि हमारे पास अन्न, वस्त्र, रुपिये, मकान या खाने के लिये रोटी, पहनने को कपड़े नही इसलिये दुखी है. सच्ची समझ और विवेक नही है इसलिये दुखी हैं।

Yadi aap sachmuch Parmatm-shanti me sthit ho jao to samagra ulta hokar tang jaye fir bhi aapki shanti bhang nahi ho sakti। apni Mahima me jago -
Pujya Bapuji

No comments: